Aqua-O-Maula Ka Darbar
"Tamanna Thee Ke Har Dam Teri Surat Dekhte Rahte,
Tu Hota Saamne Ham Taa Qayaamat Dekhte Rahte;
Kiya Sajde Mein La Kar Kisne Mujhko Kushta-E-Hairat,
Jo Hote Butkade Mein Haq Ki Qudrat Dekhte Rahte;
Tapaan Hum Khud Na Hote Beech Unki Aankhon Se,
Lagaaye Taktaki Woh Pyari Surat Dekhte Rahte."
No comments:
Post a Comment